After watching the movie 'Ae Dil Hai Mushkil' I decided to merge a post with its best dialogues.
Here below are some of my favourites!
"Pyar me junoon hai, dosti me sukoon hai"
"Kisi ne kabhi aap ko chaanta mara hai? Uss chanty ko ishq kehte hai, aur
woh chanta aur bhi zor se parta hai jab koi teesra aa jata hai."
"Kaanto ka kamaal dekho, maarty hain, marty nahi, aur, unhain murjhany ka khauf nahi hota."
"Baray wafadaar hain apke aanso, apki ijazat ke beghair bahir bhinahi nikalty. Behne dijiye inhain, inka wahan kya kaam."
"Dard, dard ko dhoondh hi leta hai"
"Dary hue log aksar alfaazo ke peechhe chhupty hain"
"Rishto ki geeli zameen par, log aksar phisal jaaty hain"
"Kambhakht khyaal ne hi to zinda rakha hai warna sawalon ne to kab ka maar dia hota"
"Mohabbat karna hamari bas me nahi hai, par us mohabbat se door chalay jana, woh hamary bas me hai."
Comments